People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Tum Karaal Kaal Ke Bhi
Singer: Vani Jayaram
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
tum karal kaal ke bhi kaal mahakal ho
maharudar ho mahaprlay ki mahajwal ho
dharti aur aakash apni jwalao se gher do
jwal maal ati vishal
vishav me bikher do
hoke bhasm banke bhasm
main banu suhagani
main to hu piya bina
bani yaha abhagani

aaj nritay tandav karo mahan devta
aaj nritay tandav karo mahan devta
main tumhare charno me chadhau pran devta
maangti hu main maran
maangti hu main maran
prabhu mujhe sharan me lo
mere pran pushp apni puja me swikar lo
hey ajay aadidev mujhpe ab daya karo
mrityunjya mahadev mujhpe ab daya karo
mujhko ab sharan me lo daya karo
daya karo sharan me lo
Jai Ho Shiv Shankara(Female)
Singer: Vani Jayaram
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
shambhu shiv shankar tripurari
shambhu shiv shankar tripurari
dayavan data dukhari
aai sharan tumhari
shambhu shambhu shiv shankar tripurari

mai to ek ujadi bagiya hu
pritam se bichdi dukhiya hu
ek virah me ji najuk hai
ek virah me ji najuk hai
marna hai sukhkari
shambhu shiv shankar tripurari
dayavan data dukhari
aai sharan tumhari
shambu shambhu shiv shankar tripurari

dhadkan raha hai aaj mera man
kholo nain hey triatrilochan
dhadkan raha hai aaj mera man
kholo nain hey triatrilochan
aag se aag bujha do bhagwan
aag se aag bujha do bhagwan
binati kare sukhiyari
shambhu shiv shankar tripurari
dayavan data dukhari
aai sharan tumhari
shambhu shambhu shiv shankar tripurari
Dhanya Dhanya Narada Ki Vaani
Singer: Manna Dey
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
neel ne shuru kar diya
bhutnath par bhasm chadhana
ise banakar niyam nitay ka
dev rishi ka kahna mana
jivan bhar ye tek nibhani
jivan bhar ye tek nibhani
jivan bhar ye tek nibhani
dhnay dhnay narad ki vani
mahima shiv ki jisne bakhani
param punit sikh munivar ki
bhole bhakt munivar ne mani
dhnay dhnay narad ki vani

mahima shiv ki jisne bakhani
param punit sikh munivar ki
ek dukhiya nari ne mani
dhnay dhnay narad ki vani
ganga ki pawan raj lake
usse shiv ka ling bana ke
bhakti sahit kar shanbh ka naman
vidhtivat kar shankar ka pujan
bel pattar aur ardhay chadhake
dhup deep nayi vegay lagake
pati pane ke liye kamna
prabhu se karti rahi prathna
solha somvar ke vrat kiye
mil gayi reet ko meet suhani
dhnay dhnay narad ki vani
mahima shiv ki jisne bakhani
dhnay dhnay narad ki vani

jo solha somvar vrat kare
tute na kram niyam ye dhare
hota safal manorath uska
sukhmay ho jivan path uska
bichhda pati patni phir aaye
putar ratan paman khil jaye
bhara rahe dhan dhaan se ghar nit
uski kabhi na hove haani
dhnay dhnay narad ki vani
Chham Chhama Chham
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
holu holu haye holu haye holu haye
holu haye holu haye holu
haye haye haye haye haye
holu holu holu chhanak chhya chhanak chhya
holu holu holu chhanak chhya chhanak chhya
chham chhama chham beli
chham chhama chham beli
ho piya ho piya ho piya
tere liye chori chori aayi hu main haye akeli, haye akeli
tere liye chori chori aayi hu main haye akeli
chhamak chhamak chhambeli
chham chhama chham
chhambeli chhambeli chhambeli

saiya tune taan taan maare nainva ke baan
mori tadap rahi jaan chain aaye na
ho chain aaye na
chadha mujhpe tera rang ab to man ki har umang
raja maange tera sang ho aaja saajna
ho aaja saajna
jabse tujhe ho piya jabse tujhe ho
jabse tujhe piya dekha
na suhaye koi sang saheli
sang saheli
chhamak chhamak chhambeli
chham chhama chham
chhambeli chhambeli chhambeli

tere geet gungunau reet preet ki nibhau
main to sapno me bulau tohe saavre, oh tohe saavre
tere samne jo aau ankhiya laaj se jhukau
ang man he man lagau tohe saavre oh tohe saavre
mahak uthe ho piya mahak uthe ho piya mahak uthe
mera jiya mahke jaise juhi chameli
juhi chameli
chhamak chhamak chhambeli
chham chhama chham
chhambeli chhambeli

man me pyar ki hai aas
rasiya aayi tere pass
puri kar meri aas baat man le, oh baat maan le
tan se tan mila le aaj
man se man mila le aaj
jhuthi hai ye lok laaj tu ye jaan le
ho tu ye jaan le
sajke khadi ho piya sajke khadi
ho piya sajke khadi
tere liye dulhan si main nayi naveli
nayi naveli
chhamak chhamak chhambeli
chham chhama chham
chhambeli chhambeli

hey holu holu holu chhanak chhya chhanak chhya
holu holu holu chhanak chhya chhanak chhya
holu holu holu chhanak chhya chhanak chhya
holu holu holu chhanak chhya chhanak chhya
Jai Ho Shiv Shankara
Singer: Manna Dey
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
jai ho shiv shankar tripurari
jai ho shiv shankar tripurari
dayawan daata dukhari
aaya sharan tumhari
jai ho jai ho shiv shankar tripurari

tumko ab tak kankar jana
aaj tumhe hi sab kuch mana
tumko ab tak kankar jana
aaj tumhe hi sab kuch mana
rup tumhara hai pahchana
rup tumhara hai pahchana
man se miti andhiyari
jai ho shiv shankar tripurari
dayawan daata dukhari
aaya sharan tumhari
jai ho jai ho shiv shankar tripurari

aa main murakh tum antaryami
main hu bhul kshama tum swami
main murakh tum antaryami
main hu bhul kshama tum swami
tumsa koi na jag me daani
tumsa koi na jag me daani
mahima tumri nyari
jai ho shiv shankar tripurari
dayawan daata dukhari
aaya sharan tumhari
jai ho jai ho shiv shankar tripurari

aa main puja ki reet na janu
bhakti bhav ke geet na janu
main puja ki reet na janu
bhakti bhav ke geet na janu
bhagwan tumhi batao kaise
bhagwan tumhi batao
kaise puja karu tumhari
jai ho shiv shankar tripurari
dayawan daata dukhari
aaya sharan tumhari
jai ho jai ho shiv shankar tripurari
Aayi Maha Shivaratri
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
aayi maha shivratri
aayi maha shivratri siddhi ki dasi
sakal bhav bhay haari jai mahadev mangalkari
aaiyi maha shivratri siddhi ki dasi
sakal bhav bhay haari jai mahadev mangalkari
jai ho shambhu jai ho shambhu
jai hove tumhari
har har mahadev

sagaar manthan se jab nikli kaal kut ki jawala
nikli kal kut ki jawala
sabki raksha karne ko tumne wo vish pee dala
tumne sara vish pi dala
nilkanth tum huye sabhi ke liye
sarv sankat haari jai mahadev mangalkari
aayi maha shivratri siddhi ki dasi
sakal bhav bhaye haari jai mahadev mangalkari
jai ho shambhu jai ho shambhu
jai hove tumhari
har har

aane lagi jab swarg se ganga
aane lagi jab swarg se ganga
apna veg badhaye ganga, apna veg badhaye
bandh jatao mein ganga ko ganga dhar kahlaye
jab tum ganga dhar kahlaye
shish suhaye gang uma hai sang tumahri chhabinari
jai mahadev mangalkari
aayi maha shivratri siddhi ki dasi
sakal bhav bhay haari jai mahadev mangalkari
jai ho shambhu jai ho shambhu
jai hove tumhari
har har mahadev

tumhe digane ko jab man mathne
pushp baan jab mare
tum par pushp baan jab maare
khol tisra lochan
khol tisra lochan tumne barsaye angare
tumne barsaye angare
jala kaam ka ang hua wo anag
rahe tum adhikari jai mahadev mangalkari
aai maha shivratri siddhi ki dasi
sakal bhav bhay haari jai mahadev mangalkari
jai ho shambhu jai ho shambhu
jai hove tumhari
har har mahadev

tumhe puj kar hi raghav ne
tumhe puj kar hi raghav ne
ravan par jai payi
ram ne ravan par jai payi
pal bhav bhayhari jai mahadev mangalkari
jai ho shambhu jai ho shambhu
jai hove tumhari
har har mahadev
har har mahadev
har har mahadev